Mehnat ka fal or samasya ka hal
Mehnat ka fal or samasya ka hal
Der se hi sahi milta jarur hain.
Soch ka hi farak hota hain
Kyuki kamjori aapko kamjor nhi
Majboot banane ke liye aati hain.
Apni zindagi se kabhi bhi naaraz mat ho
Kya pata aap jaisi zindagi or ke liye sapna ho.
Ek sapne ko tutane ke baat jo dusra dekhe
Use zindagi me honsla kahte hain.
Zindagi me sabse tez wahi chalta hain
Jo akela hota hain.
Leave a Comment